Save Your Data In A Picture

Save Your Data In A Picture
Save Your Data In A Picture


Sub Say Pehlay Ap Apna DATA Jis Ko Ap Pic Main Save Karna Chahte Hain Iss Ko Zip Main Save Karain Iss Kay Baad Ap My Computer Open Kar Folder Option Main Say View Tab Main Jayein Aur Wahan Iss Option Ko "Hide extension For know File Type" Ko Uncheck Kar Dain Means Iss Par Good Kay Nishan Ko Khatam Kar Dein.
Phir Ap Apni Iss Zip Ko Jis Main Ap Ne DATA Save Kiya Tha Iss Ko Rename Karen Aur Phir Jaha .Zip Likha Howa Hai Waha Ap .JPG Likh Dain Aur Enter Press Kar Dain.
Lein Jee Apka Kaam Ho Giya Apka DATA Ab Tasveer Main Save HO Ga.
NOTE:
Aur Aik Baat Ap Ne Jis Jaga .JPG Likha Han Waha Ap .avi Bhi Likh Sakte Hain Iss Say Apka DATA Ab Video Main Save Ho Jaye Ga.! :)
Enjoy

ALSO VISIT :

Save Your Data In A Picture Save Your Data In A Picture Reviewed by UNKNOWN USER on 06:54 Rating: 5
Powered by Blogger.