How To Create Hide Folder In PC Urdu Hindi Tutorials

Sub Se Pehly Us Place Par Jayein Jaha Ap Folder Create Karna Chahty Hain

Then Foplder Create Karein Aur Right Click Kar K Folder Ki Properties Mein Chaly Jayein

Then Customize Ko Click Kar K Change Icon Pe Click Karein

3 Blank Icons Mein Se Last Wala Select Kar K Apply Kar Dein

Folder Ka Color Hide Ho Gaya

Ab Name Ko Hide Karny K Liye Folder Ko Rename Karein Aur Type Karein

Alt Ko Press Kar K Rakhein Aur Type Karein 0160
Aur Enter Kar Dein

{ Alt + 0160 = Enter }

Lo Ji Apka Kaam Ho Gaya Enjoy Karein Hide Folder Ko..

D-Trixs.Blogspot.Com


How To Create Hide Folder In PC Urdu Hindi Tutorials
How To Create Hide Folder In PC Urdu Hindi Tutorials

Agar Samjh Na Aay To Video Dekh Lein
Video
How To Create Hide Folder In PC Urdu Hindi Tutorials How To Create Hide Folder In PC Urdu Hindi Tutorials Reviewed by UNKNOWN USER on 01:36 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.